Saturday 18 August 2012

Kuch log Bohat yaad aaty HainJo dil mein Rehty hainWo l


Kuch log bohat yaad aaty hain


Jo dil mein rehty hain


Wo log jo easy pany thy


Kyun quick fast roth gaye


Terpaty hain Ses katy hain


Kuch log bohat yaad aaty hain


Ek roz youn he fraud dhaly


Bus Tanha Tanha behty thy


Tab chand mujhe uljha sa laga


Dard mein mujh se aa ker kehny laga


Malom hao tumko kuch


Wo log jo easy apny thy

Apny is Deewany say Berukhi nahi AchiGhair Sary Loogo


Apny is deewany say berukhi nahi achi..


Ghair sary loogon ki dosti nahi achi..


Tum meri aankhoon mien khuwaab ban k thery hoo..


Khuwab ki haqeeqat say dushmani nahi achi..


Hum tumhari chahat mien din raat tarapty rehty hien..


Youn kisi k jazbaat say dil lagi nahi achi…


Agar kisi say ulfat ka karoobar ho jay..


Zeesat tak nibha tu aarzi nahi achi..


Chand tere kirnoo say choor choor ho jay..


Soogwar ratoon mien chandni nahi achi……..

Chah ke Bhi Pa na Sake Usey Paa ke Bhi Chah na Sake use


Chah ke bhi pa na advantage usey

Paa ke bhi chah na advantage usey

Bicharh ke hum mil na advantage

Jeena chaha tou jee na advantage

Zindagi se bicharh na advantage "Kaash"

Maut ko apna na sak

Duniya se Mukhtlif Hai Mera AndaazezindagiMain zakham


Duniya se mukhtlif hai mera andaaz-e-zindagi

Main zakham khata hun tou or nikhar jaata hun

Dil Ne Phir Uss se Milnay ki Tamana ker diJis Ne Humse


Dil ne Phir uss se milnay ki tamana ker di


Jis ne Humse Bewafai ki intiha ker di


Rahin tou aik thi dono ki manzil b ik


jany kyun us ne rah apni juda ker di


Wo kisi ka ho jaye yeh dil ko kab manzoor hai


Dil ne jis per her cheez fida ker di


Faisla jab poncha uske haton mein


Unse to judai meri saza ker di


Dil nadan hai pigal jata hai Yakdum


Zakham jisne diye Usi k liye Dua ker di


Uss se nibha ker kia mily ga tujhe


Jisne sari Zindgi teri Hamesha k liye Tabha Ker di

Hey Ishq Humen Bardbad Na karhey ishq na cher aa AA ke


Hey ishq humen bardbad na kar

"hey ishq na cher aa aa ke

humen hum bhooley huwoon ko yaad na kar

"pahley hi buhat nashaad hain hum

"tun aur humen nashaad na kar"

kismat ka sitam hi kam nahi kuch

yeh taza sitam ijaad na kar yun zulm na kar bedaad na kar

Bila Jawaz Rakhen khud ko Beqaraar bhi kiun Jo Tu Nahee


Bila jawaz rakhen khud ko beqaraar bhi kiun

Jo tu nahee hai to phir tera intezaar bhi kiun


Akelepan ka $afar jab mera muqaddar hai

To phir ai waada $hikan teri rehguzaar bhi kiun


U$ey ganwa ke raho ab khizaon ki zad mai

Jo wo nahee hai to phir mau$am-e-bahar bhi kiun


Agar bhulaye huye u$ko aik umar hui

To phir yeh aaj tabiyet hai $ogwaar bhi kiun


Wo jin labon pe yaqeene wafa mehek na $akey

Phir unke lam$ ki khahi$h ho aik baar bhi kiun


Jab u$ko $hauq tha ra$ton ki dhool child ka

Palat ke dekhta jaata tha baar baar bhi kiun